Description:
Music Label: Emiway Bantai
Lyrics:
Shukriya jisne mujhe sign karne se kiya tha mana
Utna hi hard independent artist main bana
Jaisa marzi likhta main yeh hai mera zone
Mera music kare judge saale hai tu kaun
Saale hai tu kaun
Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Lene ki baat thi to saare maun
Yeh bole mujhe lyrically weak
Main hoon kaafi strong
Prove kiya sabko wrong, haan
Mann bola har hafte gaane daal
Pehla album mera bemisaal
Seedhi baatchit seedha leke kaan mein daal
Metaphor refrence tere g*nd mein daal
Haan og main to roz hi
Kya hip hop ki bordor pe khada main fauji
Ho gayela itna main famous
Ke underground rehta hoon kaafi jyada low key
Desi hip hop nahi Indian hip hop hai
Isliye to bhai tera top hai
Desh ka naam larela top pe
Salami marenge thok ke
Karne de hate samay pe pahuchne ki
Koshish mein nahi hona late
Pateli maarun main khud mera seth
Main nahi tera mate khel khatam kar dele
Seedha chek mate
Shukriya jisne mujhe sign karne se kiya tha mana
Utna hi hard independent artist main bana
Jaisa marzi likhta main yeh hai mera zone
Mera music kare judge saale hai tu kaun
Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Saale hai tu kaun, hai tu kaun
Aye market mein baith denarmi detail
Baaki ke bik gayele dikhgele retail price mein
Gaining ab aareli size mein
Jaise ke life mein maa ko dikhala rela ice main
Pahuncha yahan tak abba ki advice se
Baaki kya spice se masala mangta hai logo ko
Har gaane hit pasand nahi to phir choko lo
Bantai ki public ko maalum hai
Har gaane ke kaise lete maze
Studio mein chalu hai grind aaj bhi
Dekhte nahi kitne baje
Fatte maje kiyele jahan bhi gayele
Kitte to aayele gayele asli log abhi bhi real hai
Har samay saath mein jiyele
Baaki ke omitted minta aur sumit hai
Yeh hi to homies hai bole to
Brother from another mother
Yeh flow kaafi bada fit karo tum murder
Baaki hai sab huddle bandi karti cuddle
Paisa hora double bhid gaya to trouble
Don't live in a bubble karo jaake struggle
Ho jayega safal thoda sa rakh sabar
Aade nahi aana na dena tu dhakhal
Bhai bolke nakali log the mere bagal
Aainda se bolna nahi mere ko tu brother
0 Comments