Qurbaan Lyrics - Stebin Ben, Asad Khan (2021)

 Description:


Song: Qurbaan
Singer: Stebin Ben, Asad Khan
Lyrics: Asif Khan
Music: Asad Khan
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Jannat sa lagta mujhko

Ab yeh jahan hai

Jab se tu tohfa mujhko

Rab se mila


Main mohabbat kahun

Ya ibaadat isse

Ab sukoon mere dil ko

Tujhi se mile


Saason se teri khusbhu si aayi hai

Zulfon ne teri neendein churayi hai

Mujhko banaya aisa deewana ke

Main deta hoon teri hi sadaa


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai


Banti sawarti jo badalon mein

Aisi kahani teri meri hai


Haan banti sawarti jo badalon mein

Aisi kahani teri meri hai

Aisa mukammal ishq lage hai

Jaise hai raazi khuda


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai


Teri panahein gar mil gayi to

Teri ibadat karne lagenge


Haan teri panahein gar mil gayi to

Teri ibadat karne lagenge

Tujhko hi manga har pal duaon mein

Ab to qubool farma


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai


Main qurbaan main qurbaan

Teri ik jhalak pe main qurbaan re

Mera kalma mera kalma

Tere naam se shuru hota hai

Post a Comment

0 Comments