Kya Kiya Hain Tune Lyrics - Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal - Broken But Beautiful Season 3 (2021)

   Description:


Song: Kya Kiya Hain Tune
Web Series: Broken But Beautiful Season 3
Singer: Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal
Lyrics: Rashmi Virag
Music: Amaal Mallik
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Kholi hai khidki maine

Iss nazuk se dil ki

Jaage hain dekho phir se

Khwab hazaar

 

Banke lehar tu aayi

Rooh se yun takrayi

Sadiyon se tha iss pal ke

Liye bekaraar


Kya kiya hai tune

Kya kiya hai tune

Kya kiya hai tune

Mere yaar


Jo jeene laga hoon fir se

Khone laga hoon khud se

Kya kiya hai tune

Mere yaar


Shayad khatam hai ya fir bacha hai

Dil mein kahin pe tumhara intezar

Tu saamne se aise hai guzara

Hone laga hai humko tumse hi pyar


Sauda yeh do dilon ka

Lagta hai kuch palon ka

Na hoga yeh humse baar baar


Kya kiya hai tune

Kya kiya hai tune

Kya kiya hai tune

Mere yaar


Jo jeene laga hoon fir se

Khone lagi hoon khud se

Kya kiya hai tune

Mere yaar


Kya kiya hai tune

Kya kiya hai tune

Kya kiya hai tune

Mere yaar

Post a Comment

0 Comments