Dard Tere Lyrics - Ishaan Khan, Shambhavi Thakur (2021)

   Description:


Song: Dard Tere
Singer: Ishaan Khan, Shambhavi Thakur
Lyrics: Rashmi Virag
Music: Aditya Dev
Music Label: Aditya Dev

Lyrics:


Khaali hath lauta 

Dar se tere firse main 

Yakeen ho gaya hai

Jee sakunga ab na main


Oh dard tere saath mere

Todenge dam yeh lag raha hai


Kwaab tha ya haqiqat tha

Jaane tu kya tha mera

Jisme tu kabhi rehta tha

Tuta woh dil hai mera


Kwaab tha ya haqiqat tha

Jaane tu kya tha mera

Jisme tu kabhi rehta tha

Tuta woh dil hai mera


Oh dard tere saath mere

Todenge dam yeh lag raha hai


Kwaab tha ya haqiqat tha

Jaane tu kya tha mera

Jisme tu kabhi rehta tha

Tuta woh dil hai mera


Aaya tha tu milne mujhe

Maine dekha bhi tha tujhe

Yeh kadam phir ruk se gaye

Aanson ko hum pee gaye


Tere kaabil nahi hoon

Tu sahi main galat hoon

Ho sake to kar dena

Tu phirse mujhe maaf


Karz ae tere saath mere

Rahengi har dum lag raha hai


Jisko tha kabhi apna kaha

Dil woh nahi tha mera

Ab to bas tanha reh ke

Khud ko main dungi saza


Oh dard tere saath mere

Todenge dam yeh lag raha hai


Kwaab tha ya haqiqat tha

Jaane tu kya tha mera

Jisme tu kabhi rehta tha

Tuta woh dil hai mera

Post a Comment

0 Comments