Khushi Jab Bhi Teri Lyrics - Jubin Nautiyal (2021)

  Description:


Song: Khushi Jab Bhi Teri
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: A.M. Turaz
Music: Rochak Kohli
Music Label: T-Series

Lyrics:


Saari galiyan teri

Jagmaga dunga main

Har subah teri khud ko

Bana dunga main


Saari galiyan teri

Jagmaga dunga main

Har subah teri khud ko

Bana dunga main


Tu chalegi jo ghar se

Nikal ke kahin

Toh raste mein khud ko

Bicha dunga main


Khuda jaane mujhme

Tu kya dekhti hai

Main tujhme khuda ka

Karam dekhta hoon


Khushi jab bhi teri


Oh khushi jab bhi teri

Main kam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri

Main kam dekhta hoon

Toh phir main kahan

Apne gham dekhta hoon


Khushi jab bhi teri

Main kam dekhta hoon

Toh phir main kahan

Apne gham dekhta hoon


Kayi roz tak

Pani peeta nahi phir

Kayi roz tak

Pani peeta nahi phir

Main jab teri aankhon ko

Nam dekhta hoon


Khushi jab bhi teri


Ho tu dekhe na dekhe

Humein gham nahi

Magar tujhko dekhe

Bina hum nahi


Ho tu dekhe na dekhe

Hume gham nahi

Magar tujhko dekhe

Bina hum nahi


Khyalon mein har pal

Hi rehta hai tu

Yeh rehne ko zinda

Humein kam nahi


Tere sath ke ek

Lamhe mein bhi main

Tere sath ke sau

Janam dekhta hoon


Khushi jab bhi


Tujhko kiya yaad

Duniya bhulayi hai

Seene mein aisi

Lagan ik lagayi hai


Teri tanhaai meri

Jaan pe ban aayi hai

Milne ki mangu dua

Milne ki mangu dua


Nazar bhar ke jab

Dekhta hoon tujhe main

Toh zakhmo pe dil ke

Marham dekhta hoon


Khushi jab bhi teri

Main kam dekhta hoon

Toh phir main kahan

Apne gham dekhta hoon


Khushi jab bhi teri

Main kam dekhta hoon

Toh phir main kahan

Apne gham dekhta hoon


Khushi jab bhi teri

Khushi jab bhi teri

Khushi jab bhi teri

Post a Comment

0 Comments