JaiHind Ki Senaa Lyrics - Vikram Montrose - Shershaah (2021)

 Description:


Song: JaiHind Ki Senaa
Movie: Shershaah
Singer: Vikram Montrose
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Vikram Montrose
Music Label: Amazon Prime Video India

Lyrics:


Swadharme nidhanam shreya

Swadharme nidhanam shreya


Jai jai jai

Jai jai jai

Jai jai jai


Swadharme nidhanam shreya

Jai jai jai

Swadharme nidhanam shreya


Suraj ki tarah jalta ja tu

Aandhi ki tarah badhta ja tu

Chalta ja tu chalta ja

Yeh dharam hai tera ladta ja


Suraj ki tarah jalta ja tu

Aandhi ki tarah badhta ja tu

Kadam yeh tere kabhi rukein na


Jaihind ki senaa 

Jaihind ki senaa 

Jaihind ki senaa

Jaihind ki senaa


Bankaron pe bomb gira ke

Bol zindabad tu

Shershah hardam rahega

Sarhadon ko yaad tu


Phoonkta ja phoonkta ja

Zalimon ki bastiyan

Dushmanon ko kya pata hai

Aag ki aulad tu


Bankaron pe bomb gira ke

Bol zindabad tu

Shershah hardam rahega

Sarhadon ko yaad tu


Phoonkta ja phoonkta ja

Zalimon ki bastiyan

Dushmanon ko kya pata hai

Aag ki aulad tu


Ghaav badan pe sehta ja tu

Bharat Bharat kehta ja tu

Parvat parvat chadhta ja tu

Veer bahadur ladta ja


Shapath hai tujhko iss maati ki

Ladna jab tak jaan hai baaki

Dum ruk jaaye kadam ruke na


Jaihind ki senaa 

Jaihind ki senaa 

Jaihind ki senaa 

Post a Comment

0 Comments