Description:
Lyrics:
Ajgar aur baaz ki
Sagar jhanjhaar ki
Jhalki angar se
Sahil majhdhar ki
Baaghi jallad ki
Dosti dosti
Kis aur chali yeh aandhi
Aayegi kaisi kranti
Sangram ya sangam ki
Lehrein laayegi
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum
Dara dum dum dum dara dum dum dum
Chattan aur toofan ki dosti
Gaaj aur garjan ki dosti
Poorab paschim milte huye
Hairat yeh dosti
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum
Dara dum dum dum dara dum dum dum
Ek raaz chhup gaya andar
Moti aur gehra samandar
Badhta hai har pal
Tumhare beech yeh fasla
Jung ya sang ka ho bal
Chhaye hain kaun se badal
Chalti hai pal pal
Zehreeli aisi hawa
Raah alag nahi par hai
Yeh gar lakshya alag inke
Toota jo darpan chhoota bandhan
Kaun bache kis se
Kis aur chali yeh aandhi
Aayegi kaisi kranti
Sangram ya sangam ki
Lehrein laayegi
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum
Dara dum dum dum dara dum dum dum
Chattan aur toofan ki dosti
Gaaj aur garjan ki dosti
Poorab paschim milte huye
Hairat yeh dosti
Yakeen par shaq ke hain pehre
Sheesein mein badle chehre
Nahi jaane koi kis dard ki
Kya hai dawa
Chingariyo ki holi
Waqt ki aankh micholi
Lage koi baawari chaal
Taqdeer chal rahi
Raah alag nahi par hai
Yeh gar lakshya alag inke
Toota jo darpan chhoota bandhan
Kaun bache kis se
Kis aur chali yeh aandhi
Aayegi kaisi kranti
Sangram ya sangam ki
Lehrein laayegi
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum dara dum dum
Dara dum dara dum
Dara dum dum dum dara dum dum dum
Chattan aur tufan ki dosti
Gaaj aur garjan ki dosti
Poorab paschim milte huye
Hairat yeh dosti
0 Comments