Kaise Kahu Lyrics - Anirudh Sharma, Christina Andrew (2021)

 Description:


Song: Kaise Kahu
Singer: Anirudh Sharma, Christina Andrew
Lyrics: Anirudh Sharma
Music: Anirudh Sharma
Music Label: Anirudh Sharma Music

Lyrics: 


Kuch baatein ankahi si kehni hai

Dil mein dabi sab kehni hai

Mere yaar, mere yaar 


Kitni raaton ki woh baatein hain

Barsaton ki woh raatein hain 

Mere yaar, mere yaar


Woh dooriyan hai jo mitani hai

Dil ki sabhi baatein batani hai

Mere yaar, mere yaar, mere yaar


Kya karu, kaise kahu 

Kya karu, kaise kahu 


Kya karu, kaise kahu 

Kya karu, kaise kahu 


Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami

Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi

Yeh khawaboon ki lakeerein jo dil ko ek kare


Tere ashkon ki kataaro mein yeh dil mera ruka

Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga

Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahu 


Kaise kahu, kya karu

Kaise kahu, kya karu


Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami

Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi

Yeh khawaboon ki lakeerein jo dil ko ek kar


Yeh lafzon ki khamoshiyan yun kyun hai

Dil mera yun kyun majboor hai

Mere yaar, mere yaar


Jo lamhe saath guzare hain

Kasam se bahot woh pyare hain

Mere yaar, mere yaar


Yeh teri aankhon ka suroor hai

Dil ko de sukoon hai

Mere yaar, mere yaar


Har pal tere sang yun hi rehna hai

Kasam se yun hi bas rehna hai

Mere yaar, mere yaar


Woh dooriyan hain jo mitaani hai

Dil ki sabhi baatein batani hai

Mere yaar, mere yaar


Kya karu, kaise kahu 

Kya karu, kaise kahu 


Kya karu, kaise kahu 

Kya karu, kaise kahu 


Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami

Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi

Yeh khawaboon ki lakeerein jo dil ko ek kare


Tere ashkon ki kataro mein yeh dil mera ruka

Chand raaton mein khuda yeh dil tere bin na laga

Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahu


Kitni raaton ki woh baatein hai

Barsaton ki woh baatein hai

Taaron ke shehar mein dabi sabhi woh baatein hai

Ab dil se, sabh main kahu


Haan main kahu, sab main kahu

Haan main kahu, sab main kahu

Haan main kahu


Haan main kahu, sab main kahu

Haan main kahu, sab main kahu

Post a Comment

0 Comments