Description:
Music Label: Bantai Studio
Lyrics:
Aakash kahan hai
Aah wooh wooh
Haha
Haan
Kuch dil hai dukhaye the
Maine anjane mein
Maafi maangun khuda se
Main is gaane se
Jisko bhi pahunchaya tha maine dard
Usse maafi maangun
Shayad main tha maikhane mein
Maikhane mein
Dooba shaitano mein, aye
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle, jawab de
Khud ko to jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main, kya chahiye
Dooba shaitanon mein, burrah
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle, sawal pehle
Khud ko to jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main
Dooba shaitanon mein
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle
Khud ko to jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main
Naya relation with trust
Pyar karne laga to phir bhool gaya lust
Khud pe main karun mera time invest
Aaya kal mera phal har ek pal mera best
Tere source se bhi zyada bade mere cheques
Busy hoon main
Nahi kara check maine texts
Jo bhi kare horny
Khelna mujhe aur nahi
Rehne mujhe aur nahi
Karna ignore nahi
Phir bhi karun
Phir bhi karun woh jo kabhi bhi
Karunga nahi socha tha maine
Abhi kya main karun
Shayad hona tha jo hone laga
Phir kaaye ko darun
Hath mein hai sab mere aatmnirbhar hoon
Jo bhi dete hate unse baat bhi na karun
Baaki jo bhi karein wait
Unke kaanon ko main gaanon se bharun
Zamane se main karun
Dooba shaitanon mein aye
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle, jawab de
Khud ko to jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main, kya chahiye
Dooba shaitanon mein, burrah
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle, sawal pehle
Khud ko to jaan loon main, jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main
Khud ka sawal hoon main
Yahan kya hai galat yahan kya hai sahi
Sochta rahunga to jiyunga nahi
Jo bhi hota hai hone do hota sahi
Bolne ko iske aage kuch bhi nahi
Phir bhi likhun
Phir bhi likhun woh saari cheeze
Jo karta hoon feel
Lekin kehne se darta hoon
Akelepan se dar kaisa main ladka hoon
Waqt ke sath mein sudharta bigadta hoon
Girta padta lekin phir se main chadhta hoon
Doosron ki khushi mein main khush na sadta hoon
Kaisa insaan hoon aaj khud pe hi bhadka hoon
Chehre pe hansi hai par andar se ladta hoon
Apne aap se apne khwab se
Sapne bhaagte par main jaane nahi doonga
Kisi ko main asaani se jaan’ne nahi doonga
Haan rehta hoon private
Fly karun jaise hoon main pilot
Chhod diya maine karna violence
Bak*hodi kam karo silence bi*ch
Mil raha hai jo kuch main chah raha hoon
Mic rakha saamne
Haan dil khol ke gaa raha hoon, haq se
Waade nahi karunga jab tak lagta nahi
Andar se dil ko bata raha hoon
Toot’ta hua taara hoon
Doosron ko khush rakha toot ke
Galtiyan maine bhi ki hain zindagi mein
Lekin ab hoon sahi route pe
Dooba shaitanon mein aye
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle, jawab de
Khud ko to jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main, kya chahiye
Dooba shaitanon mein, burrah
Kaisa insaan hoon main karta sawal pehle, sawal pehle
Khud ko to jaan loon main, jaan loon main
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hoon main
Khud ka sawal hoon main
Emiway Bantai
Malum hai na haha
Khud ka sawal hoon main
Har jagah bawal hoon main
Jalna to banta hai
Kya karein itna kamaal hoon main
Peace out
0 Comments