Chinta Na Kar Lyrics - Nakash Aziz, Neeti Mohan - Hungama 2 (2021)

 Description:


Song: Chinta Na Kar
Movie: Hungama 2
Singer: Nakash Aziz, Neeti Mohan
Lyrics: Sameer
Music: Anu Malik
Music Label: Eagle Music

Lyrics: 


Tu nahi to main nahi

Main nahi to tu nahi

Sansein chale tu hai jahan

Main hoon wahin


Tu nahi to main nahi

Main nahi to tu nahi

Tujhse meri sansein chale

Tu hai jahan main hoon wahin


Chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar


Chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar


Main tere ishq mein

Bechain rehne lagi

Main tujhe de doon jaan

Jaan meri kehne lagi


Ek lamha bhi door na honge

Ek lamha bhi door na honge

Chahte na kabhi hongi kam


Chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar


Chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar


Chal chale hum wahan

Rehti mohabbat jahan

Tu jahan saath hai

Hai meri duniya wahan


Meri manzil hai tu

Teri manzil hoon main

Meri manzil hai tu

Teri manzil hoon main


Tujhpe main mar mitti

Main khatam


Chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar


Oh chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar


Oh chinta na na na na

Chinta na kar

Saath katenge hum

Zindagi ka safar

Post a Comment

0 Comments