Sazaa Pyar Ki Lyrics - Sameer Khan (2021)

 Description:


Song: Sazaa Pyar Ki
Singer: Sameer Khan
Lyrics: Sameer Anjaan
Music: Shameer Tandon
Music Label: Tips Official

Lyrics: 


Teri bewafai ka sadama laga toh

Sada mere toote huve dil se aai

Kisi ko mile na zamane mein yaro

Sazaa pyar ki


Zindagi loot le, zindagi loot le

Zindagi loot le, ik nazar yaar ki

Zindagi loot le, ik nazar yaar ki


Har sazaa se badi hai

Har sazaa se badi hai

Har sazaa se badi hai

Sazaa pyar ki, sazaa pyar ki

Sazaa pyar ki


Na dawa kaam aaye duwa na lage

Rab kisi ko ye baddua na lage

Na dawa kam aaye duwa na lage

Rab kisi ko ye baddua na lage


Main tanha akela hoon tanhaiyan hain

Tere khwabon ki chand parchhaiyan hain

Main tanha akela hoon tanhaiyan hain

Tere khwabon ki chand parchhaiyan hain


Main tujhse juda hoke bhi jee raha hoon

Sanam bebasi ka zahar pee raha hoon


The jhoothi kasam tere iqarar ki

Har sazaa se badi hai sazaa pyar ki

Sazaa pyar ki, sazaa pyar ki

Sazaa pyar ki


Na dawa kaam aaye 

Rab kisi ko ye


Mohabbat ke din ho khyalon ki raatein

Bohat yaad aayein woh chahat ki baatein

Woh galliyan woh manzar

Woh ghar woh thikana

Nahi bhulta hai woh guzara zamaana


Ajab thi adaa tere dedaar ki   

Har sazaa se badi hai sazaa pyar ki

Sazaa pyar ki, sazaa pyar ki

Sazaa pyar ki


Na dawa kam aaye duwa na lage

Rab kisi ko ye baddua na lage

Na dawa kam aaye duwa na lage

Rab kisi ko ye baddua na lage

Baddua na lage


Post a Comment

0 Comments