Blanko Lyrics - King - The Gorilla Bounce (2021)

 Description:


Song: Blanko
Album: The Gorilla Bounce
Singer: King
Lyrics: King
Music: Section 8
Music Label: King

Lyrics: 


Sach bol na jaana

Tu mujhse door kyun hai

Tu ek din mil jayegi

Yeh mera fitoor hai


Maahi ve jo tu na mila

Toh phir kya hua

Teri yaadon mein

Main jeeta raha


Tere naam ki jo bheji dua

Sach ho na saki

Main karta bhi kya


Maine din bhi sudhaar liye

Kapde bhi sawaar liye

Abhi kitna kama rahe

Tune chote hi sawal kiye


Tera zikar chupa liya

Aur khud se malaal kiye

Na soch sakoge tum

Humne itne kamaal kiye


Afsoos hota hai bas

Humein is baat ka

Tum dil mein jaana

Kabhi nahi jhanke


Tum humse aisa pyar

Kabhi kar na sake

Jaisi tum humse karte the baatein


Sach bol na jaana

Tu mujhse door kyun hai

Tu ek din mil jayegi

Yeh mera fitoor hai


Maahi ve jo tu na mila

Toh phir kya hua

Teri yaadon mein

Main jeeta raha


Tere naam ki jo bheji dua

Sach ho na saki

Main karta bhi kya


Faaslon mein bhi raza teri

Mushqilon mein kyun wafa meri

Main hassun na khwahishein teri

Tu roye na ye dua meri


Jo mujhse door jaayegi

Toh jaana toot jaayegi

Yeh duniya hai khayalon ki

Tu sach mein rooth jayegi


Main tujhse kya chhupaunga

Tu mujhko kya batayegi

Tu jab bhi aankhein band karle

Saamne mujhko payegi


Sach bol na jaana

Tu mujhse door kyun hai

Tu ek din mil jayegi

Yeh mera fitoor hai


Maahi ve jo tu na mila

Toh phir kya hua

Teri yaadon mein

Main jeeta raha


Tere naam ki jo bheji dua

Sach ho na saki

Main karta bhi kya


Jo tu na mila

Toh phir kya hua

Teri yaadon mein

Main jeeta raha


Tere naam ki jo bheji dua

Sach ho na saki

Main karta bhi kya

Post a Comment

0 Comments