Description:
Lyrics: Mustafa Sabuwala
Music Label: Mustafa Sabuwala
In Haseeno Mein Parde Ki Rasam
Baaki Rahe Baaki Rahe
In Haseeno Mein Parde Ki Rasam
Baaki Rahe Baaki Rahe
Bando Ki Kya Kafiro Ki Kasam
Baaki Rahe Baaki Rahe
In Haseeno Mein Parde Ki Rasam
Baaki Rahe Baaki Rahe
Gali Guchhe Mein Ladkhadate
Kadam Bade Badnaam Hote Hai
Nashe Mein Jhoomne Walo Ko
Maikhane Mein Salam Hote Hai
O Kuchh Is Tarah Jo Apne Ke
Darmiyaa Benakaab Ho
O Kuchh Is Tarah Jo Apne Ke
Darmiyaa Benakaab Ho
To Groor E Zinnate
Aankho Mein Sharam
Baaki Rahe Baaki Rahe
To Groor E Zinnate
Aankho Mein Sharam
Baaki Rahe Baaki Rahe
Heere Ki Kadr Jaise Johri Ke
Haatho Mein Hoti Hai
Chehara Liye Haatho Mein
Didaar E Husn Jannat Kar Le
Chehara Liye Haatho Mein
Didaar E Husn Jannat Kar Le
Aashiqo Mein Yeh Tamnna
Yeh Nizam Baaki Rahe Baaki Rahe
Aashiqo Mein Yeh Tamnna
Yeh Nizam Baaki Rahe Baaki Rahe
Aye Haseena Gar Husn Ki
Numaish Na Ho To Farmaish Ho Jaye
Didaar E Husn Ka Jo Haqq Na Mile
To Guzaarish Ho Jaaye
Faqr Ho Jaye Us Inaayat Par
Lab Se Mashallah Nikale
Faqr Ho Jaye Us Inaayat Par
Lab Se Mashallah Nikale
Nazre Sajda Kare Aur
Aiteraam Baaki Rahe Baaki Rahe
Nazre Sajda Kare Aur
Aiteraam Baaki Rahe Baaki Rahe
In Haseeno Mein Parde Ki Rasam
Baaki Rahe Baaki Rahe
Bando Ki Kya Kafiro Ki Kasam
Baaki Rahe Baaki Rahe
In Haseeno Mein Parde Ki Rasam
Baaki Rahe Baaki Rahe.
0 Comments