Rubaab Lyrics - Ruhaan Arshad (2020)

 Description:


Song: Rubaab
Singer: Ruhaan Arshad
Lyrics: Ruhaan Arshad
Music: Sharukh Shaik
Music Label: Ruhaan Arshad Official


Lyrics:


Hai Rubaab Hai Rubaab
Hai Rubaab Hai Rubaab
Hai Rubaab Hai
Miya Bhai Ki Shaan Hai
Hindu Musalmaan
Nizam Ki Pehchan
Golcunda Karwan
Hyderabad Ki Hai Shaan
Sabki Meethi Zubaan
Pasha Bhai Ki Dukaan

Yahan Machli Kaman
Shaheen Nagar Ka Ghawa
Zoya Angel Ke Khala
Inki Awaz Mein Dakara
Har Galli Mein Pukara
Barkas Ho Salala
Mera Bhai Rashid Lala

5g Ka Zamana
Mehnat Se Kamana
Famous Hona Tha
Mera Khaawab Khaawab Khaawab
Loundey Bole Aaj
Mujhe Baap Baap Baap

Hai Rubaab Hai Rubaab
Hyderabad Ke Nawab
Miya Bhai Ki Awaaz
Gali Gali Zindabad

Hai Rubaab Hai Rubaab
Hyderabad Ke Nawab
Miya Bhai Ki Awaaz
Gali Gali Zindabad

Telangana Ki Yeh Shaan
Yeh Hai Mera Hindustan
Mil-Jhulkar Rehtey
Yaha Hindu Musalman
Hai Pathan Ki Zubaan
Paradise Ka Maidan
St. Anns Ke Bachiyo Ku
Jhuk Ke Maro Ji Salam

Phuphu Ho Ya Khala Jaan
Lagatey Zandu Balm
Inke Bade-Bade Naam
Inke Bade-Bade Kaam
City Collage Ho Shadaan
Apne Photto Ka Hai Naam
Nawabo Ka Khandan

Patthar Ghati Char Kaman
Ganga Jamuna Tehzeeb Hai
Har Dish Yaha Lazeez Hai
Pure Nahi Huye Jinke
Khaawab Khaawab Khaawab
Humko Sikhane Chale
Hip-Pop Pop Pop

Hai Rubaab Hai Rubaab
Hyderabad Ke Nawab
Miya Bhai Ki Awaaz
Galli Galli Zindabad

Hai Rubaab Hai Rubaab
Hyderabad Ke Nawab
Miya Bhai Ki Awaaz
Galli Galli Zindabad

Har Galli Mein Pukaar
Ktr Kcr
Palano Ki Shaadi Mein
Teen Maar Teen Maar
Murgi Chowk Ke Chabutre
Apne Bache Chul Buley
Loundey Khate Kur-Kure
Zyaraat Ke Mur-Mure
Har Taraf Hai Tabahi
Har Taraf Hai Machai
Apne Gaane Sunke Loga
Chhohd Di Hai Padayi

Oh Bhai Mere Bhai
Full Volume Se Lagou
Miya-Miya Bhai
Apne Gane Sunke
Phona Hogaye Kharab
Yaha Ke Roada Hai Kharab
Har Galli Mein Azaab
Koi Nahi Hai Mujhsa Rapper
Koi Nahi Hai Mere Baad
Nick Name Hai Miya Bhai
Ruhaan Arshad From Hyderabad

Hai Rubaab Hai Rubaab
Hyderabad Ke Nawab
Miya Bhai Ki Awaaz
Galli Galli Zindabad

Hai Rubaab Hai Rubaab
Hyderabad Ke Nawab
Miya Bhai Ki Awaaz
Galli Galli Zindabad.

Post a Comment

0 Comments