LUDO - Dialogue (2020)

  •  Ab life ki fitrat hai lena, toh legi ... ab yeh tumpe hai ki munh phulake doge ya daant dikhake
  • Kam paise mein khush rehna difficult hai ... par zyade mein impossible
  • Hum sabke andar kahin pe ek shaitaan chupa hota hai ... thik woh soda bottle ke andar ke bulbule ki tarah ... bas dhakan khulne bhar ki der hai
  • Itne chhed karenge ... itne chhed karenge ... itne chhed karenge, water filter ban jaaoge
  • Tumhe maar nahi rahe hai, mukht kar rahe hai ... yeh shareer tyaag do aur phir naye body mein pravesh karo ... make a fresh start
  • Ludo is life ... life is Ludo
  • Zindagi ka sirf ek hi sach hai ... death ... baki sab doodh mein milaya hua pani
  • Kuch rishton mein logic nahi hota hai ... sirf magic hota hai
  • Har baazi mein ek goti aisi hoti hai, jiska khud kuch bane na bane ... doosre gotiyon ko zaroor bana deti hai
  • Koi akela hota hai, apna kehne ko koi nahi hota hai ... aur koi apno mein bhi akela hota hai
  • Purana paap aur purana pyar aksar lautke aate hai ... aur jab aate hai toh lagake jaate hai
  • Arre made in China Mastani ... teri masti main nikalta hoon ... dikha na paaye face kisi ko ... teri naak abhi main kaat'ta hoon
  • Hey sundar nar, main teri deewani hoon ... tu mera Bajirao, main teri Mastani hoon

Post a Comment

0 Comments