Family of Thakurganj - Dialogue (2019)
November 15, 2020
- Jung ladne se pehle jung ladne ke darr se bahar nikalna padta hai ... tab jaake fateh hoti hai
- Bola kam hai ... yaad zyada rakhna
- Jin logon ke hausle kuchle jaate hai na ... manzil bhi wohi paate hai
- Dhanda koi bhi ho ... chalta zabaan pe hai
- Jahan burai ke bageeche hai ... wahan unhe tabah karne ke liye aandhiyan bhi toh hoti hai
- Hum sirf khodke nikalte nahi hai ... khodke nikalke phir gaadh dete hai
- Patang ko kaatne se pehle usko dheel deni chahiye ... phir jhatke se kaatna chahiye
0 Comments