Maarenge bhi hum aur bachayenge bhi hum ... yeh tumhari aatma dekhegi aur ghanta kuch nahi kar payegi
Narazgi is baat ki nahi hai humein ke tum hamare ghar mein gusse ... narazgi toh is baat ki hai ke tum hamare ghar mein gusse jab hum nahi the
Ek hota hai policewala aur ek hota hai gunda ... hum kehlate hai policewala gunda
Hum unhi ko thokte hai joh ke zaroorat se zyada bhaukte hai
Jiske aage ho Ali aur peeche Bajrangbali ... uska kya ukhaadega Bali ya Baahubali
Achhai aur burai ki ladai mein aapne suna hoga ki jeet acchai ki hoti hai ... galat suna hai aapne ... jeet burai ki hoti hai ... kyun ki ek acche aadmi mein harane ke liye us level ka kameenapan hota hi nahi hai
Joh aurat doosri aurat ki izzat na kare ... hamari nazar mein woh aurat hi nahi
Tum jaise namardon ko dharti pe nahi ... dharti ke bheetar hona chahiye
Vyavastha mein kami kaam ke class ko gira deti hai ... aur hum class aur mass, dono ke liye kaam karte hai
Chamche ho, dhundle mein bhi saaf nazar aa rahe ho ... ab yeh clear karo ke teaspoon ho ya tablespoon
Ab sabke liye good news hai ... aur good news yeh hai ki, bad news samapth ho chuki hai
0 Comments