Gunjan Saxena: The Kargil Girl - Dialogue (2020)

  • Agar tum apne kaam mein imaandaar ho ... toh desh ke saath gadaari kar hi nahi sakti
  • Har baar main tujhe bachane nahi aa paaunga ... lekin itna jaanta hoon ki kal agar mujhe zaroorat padi ... toh tu mujhe har baar bachane aayegi
  • Joh log mehnat ka saath nahi chhodte ... kismat kabhi unka haath nahi chhodti
  • Yeh duniya kitni mushkil hai auraton ke liye ... par uska hal pinjre mein qaid ho jaana nahi hai ... pinjra todke udh jaana hai
 

Post a Comment

0 Comments