Baaghi 3 - Dialogue (2020)

  • Mujhpe aati toh main chhod deta ... mere bhai pe aati toh main phod deta 
  • Agar mere bhai ko kuch hua na ... toh kasam hamare baap ki ... tumhare desh ko is duniya ke nakshe se mitta dunga
  • Log rishton mein hadein paar karte hai ... mera ek aisa rishta tha jiske liye maine sarhadein paar kardi
  • Aisi kya cheez hai joh insaan khareedta toh hai, pehenta nahi hai ... aur joh penhenta hai woh khareedta nahi hai ... kafan
  • Aisi kaunsi ma hai joh chakkar kaatke har baar saamne aake khadi hoti hai ... karma
  • Aisi kaunsi cheez hai joh tu pehenta bhi hai aur khayega bhi ... joota
  • Joh uniform mein rehta hai, woh hamesha form mein rehta hai ... joh khaaki pehenta hai, wohi mujrimon ko khaak mein milata hai ... aur jiske kandhon pe stars hote hai, wohi asli superstar hota hai

Post a Comment

0 Comments