Description:
Song: Shiv Chalisa
Singer: Ashwani Amarnath
Lyrics: Traditional
Music: Ravi Bhan
Music Label: T-Series Bhakti Song
Lyrics:
Singer: Ashwani Amarnath
Lyrics: Traditional
Music: Ravi Bhan
Music Label: T-Series Bhakti Song
Lyrics:
Om namah shivaya..om namah shivaya..
Om namah shivaya..
Om namah shivaya..
Samast bhramand ko utpanna karne wale
Use paal ne wale
Aevam sanhar karne wale
Bhagwan sada shiv ki mahima to
Ved puran bhi nahi sakte
Keval bhagwan shankar hi aise dev hai
Jo manav aur danav dono ke eest dev hai
Use paal ne wale
Aevam sanhar karne wale
Bhagwan sada shiv ki mahima to
Ved puran bhi nahi sakte
Keval bhagwan shankar hi aise dev hai
Jo manav aur danav dono ke eest dev hai
Bhagwan shiv ki stuti o mein
Shree shiv chalisa shresth mani gayi hai
Aur kalyankari bhi
Shree shiv chalisa shresth mani gayi hai
Aur kalyankari bhi
Shree shiv chalisa ka paath karne va
Sunne se ghar mein sukh shanti dhan
Vaibhav bhakti aur prem ki vriddhi hoti hai
Sunne se ghar mein sukh shanti dhan
Vaibhav bhakti aur prem ki vriddhi hoti hai
Jaise bhagwan shiv
Kisi ek jaati va dharm ke nahi hai
Balki pure manav samaj ke hai
Kisi ek jaati va dharm ke nahi hai
Balki pure manav samaj ke hai
Waise hi shree shiv chalisa
Aur shiv stuti ka adhikar
Pure manav samaj ko hai
Aur shiv stuti ka adhikar
Pure manav samaj ko hai
Keval bel patra aur jal dhara se
Ati prasanna hone wale
Bhole baba ke charno mein
Samast shiv bhakto ki taraf se
Samarpit hai shree shiv chalisa
Ati prasanna hone wale
Bhole baba ke charno mein
Samast shiv bhakto ki taraf se
Samarpit hai shree shiv chalisa
Doha:
Jai ganesh girija suvan
Mangal mool sujan
Kahat ayodhyadas tum
Dehu abhaya vardaan
Mangal mool sujan
Kahat ayodhyadas tum
Dehu abhaya vardaan
Chaupai:
Jai girija pati deen dayala
Sada karat santan pratipala
Bhaal chandrama sohat neeke
Kaanan kundal naag phani ke
Ang gaur shir gang bahaye
Mund maal tan chhar lagaye
Vastra khaal baghambar sohe
Chhavi ko dekhi naag muni mohe
Sada karat santan pratipala
Bhaal chandrama sohat neeke
Kaanan kundal naag phani ke
Ang gaur shir gang bahaye
Mund maal tan chhar lagaye
Vastra khaal baghambar sohe
Chhavi ko dekhi naag muni mohe
Maina maatu ki havei dulaari
Baam ang sohat chhabi nyaari
Kar trishul sohat chhavi bhaari
Karat sada shatrun kshay kaari
Nandi ganesh sohe tahan kaise
Sagar madhya kamal hain jaise
Kartik shyam aur gana raau
Ya chhavi ko kahi jaat na kaau
Baam ang sohat chhabi nyaari
Kar trishul sohat chhavi bhaari
Karat sada shatrun kshay kaari
Nandi ganesh sohe tahan kaise
Sagar madhya kamal hain jaise
Kartik shyam aur gana raau
Ya chhavi ko kahi jaat na kaau
Devan jab hi jayen pukara
Tabahin dukh prabhu ap nivara
Kiya upadrava taarak bhaari
Devan sab mili tumhi juhaari
Turat shadanan aap pathayo
Luv nimesh maham maari girayau
Ap jallandhar asur sanhara
Suyash tumhaar vidit sansara
Tabahin dukh prabhu ap nivara
Kiya upadrava taarak bhaari
Devan sab mili tumhi juhaari
Turat shadanan aap pathayo
Luv nimesh maham maari girayau
Ap jallandhar asur sanhara
Suyash tumhaar vidit sansara
Tripurasur sang yuddha machayi
Sab hi kripa kar leen bachayi
Keeya tap bhagirath bhari
Purab pratigya taasu purari
Daanin maham tum sam kou naahi
Sewak astuti karat sadahin
Ved naam mahima tav gaayee
Akath anaadi bhed nahin payee
Sab hi kripa kar leen bachayi
Keeya tap bhagirath bhari
Purab pratigya taasu purari
Daanin maham tum sam kou naahi
Sewak astuti karat sadahin
Ved naam mahima tav gaayee
Akath anaadi bhed nahin payee
Pragat udadhi manthan mein jwala
Jare surasur bhaye vihala
Keenha daya tahan kari sahaayi
Neelkantha tab naam kahaai
Poojan ramchandra jab keenha
Jeet le lank vibhishan deenha
Sahas kamal mein ho rahe dhaari
Keenha pareeksha tabahin puraari
Jare surasur bhaye vihala
Keenha daya tahan kari sahaayi
Neelkantha tab naam kahaai
Poojan ramchandra jab keenha
Jeet le lank vibhishan deenha
Sahas kamal mein ho rahe dhaari
Keenha pareeksha tabahin puraari
Ek kamal prabhu raakheu joyee
Kamal nayan poojan chahan soyee
Kathin bhakti dekhi prabhu shankar
Bhaye prasanna diye icchhit var
Jai jai jai ananta avinashi
Karat kripa sab ke ghatvaasi
Dushta sakal nit mohi sataave
Bharamat rahe mohi chain na aaven
Kamal nayan poojan chahan soyee
Kathin bhakti dekhi prabhu shankar
Bhaye prasanna diye icchhit var
Jai jai jai ananta avinashi
Karat kripa sab ke ghatvaasi
Dushta sakal nit mohi sataave
Bharamat rahe mohi chain na aaven
Traahi traahi main naath pukaaro
Yahi avsar mohi aan ubaaro
Lai trishool shatrun ko maaro
Sankat se mohi aan ubaaro
Maatu pita bhrata sab koi
Sankat mein poochat nahi koi
Swami ek hai aas tumhaari
Aayei harhu mam sankat bhaari
Yahi avsar mohi aan ubaaro
Lai trishool shatrun ko maaro
Sankat se mohi aan ubaaro
Maatu pita bhrata sab koi
Sankat mein poochat nahi koi
Swami ek hai aas tumhaari
Aayei harhu mam sankat bhaari
Dhan nirdhan ko det sadaheen
Jo koi jaanche so phal paahin
Astuti kehi vidhi karoun tumhaari
Kshamhunath ab chook hamari
Shankar ho sankat ke naashan
Mangal kaaran vighna vinaashan
Yogi yati muni dhyan lagaavein
Narad shaarad sheesh navaavein
Jo koi jaanche so phal paahin
Astuti kehi vidhi karoun tumhaari
Kshamhunath ab chook hamari
Shankar ho sankat ke naashan
Mangal kaaran vighna vinaashan
Yogi yati muni dhyan lagaavein
Narad shaarad sheesh navaavein
Namo namo jai namo shivaye
Sur brahmadik paar na paaye
Jo yeh paath kare man laayi
Ta par hot hain shambhu sahaai
Riniya jo koi ho adhikari
Paath kare so paawan haari
Putra heen kar ichha koi
Nishchaya shiv prasad tehi hoi
Sur brahmadik paar na paaye
Jo yeh paath kare man laayi
Ta par hot hain shambhu sahaai
Riniya jo koi ho adhikari
Paath kare so paawan haari
Putra heen kar ichha koi
Nishchaya shiv prasad tehi hoi
Pandit trayodashi ko laave
Dhyan poorvak hom karaave
Trayodashi vrat kare hamesha
Tan nahi taakey rahe kalesha
Dhoop deep naivedya chadhaave
Shankar sammukha paath sunaave
Janm janm ke paap nasaavein
Antavaas shivpur mein paavein
Dhyan poorvak hom karaave
Trayodashi vrat kare hamesha
Tan nahi taakey rahe kalesha
Dhoop deep naivedya chadhaave
Shankar sammukha paath sunaave
Janm janm ke paap nasaavein
Antavaas shivpur mein paavein
Kahet ayodhya aas tumhari
Jaani sakal dukh harhu hamari
Jaani sakal dukh harhu hamari
Doha:
Nitt nem kar pratha hi
Paath karaun chalis
Tum meri manokamna
Purna karo jagdish
Paath karaun chalis
Tum meri manokamna
Purna karo jagdish
Magsar chhathi hemant ritu
Sanvat chausath jaan
Stuti chalisa shivahi
Purn keen kalyan..
Sanvat chausath jaan
Stuti chalisa shivahi
Purn keen kalyan..