Na Manzoori Lyrics - Ash King (2020)

Description:

Song: Na Manzoori
Singer: Ash King
Lyrics: Naveen Tyagi
Music: Roop Mahanta
Music Label: Indie Music Label


Lyrics:


Tera aur mera rishta hai aasmani
Shikwe zameeni bewajah
Duniya sunegi ik duje ki zubaani
Apne dilon ki daastan
Boond sa main hua
Aur bani tu ghataa
Haan main hu tujh sa
Aur hai tu mujh sa
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na-manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na-manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa
Waade iraade shartein hain azmaani
To phir hai kya fayda
Jaane anjaane humne ye baat maani
Kyu na jiye baakayda
Main hua tinke sa
Aur bani tu hawa
Behte hain dono
Rehte hain dono
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na-manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa
Kaisi bhi ho ye doori
Dete hain na-manzoori
Humne kiya hai wada
Saath ka har dafa.