Chand Ka Tukda Lyrics - Tony Kakkar (2020)

Description:

Song: Chand Ka Tukda
Singer: Tony Kakkar
Lyrics: Tony Kakkar
Music: Tony Kakkar
Music Label: Desi Music Factory


Lyrics:


Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hain wo unhe pata nahi
Na samajh hain wo unhe pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hain wo unhe pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Ghar se na niklo tum kabhi bhi shaam ko
Bhool jayenge log dekhna chand ko
Bina sringaar kitna chehre pe noor hai
Maikhano mein bhi nahi wo
Naino mein suroor hai
Naino mein suroor hai
Nahi dekhna taj mahal ab
Dekh liya tera mukhda
Na samajh hain wo unhe pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Suraj ki laali tere hothon pe rehti hai
Nadiya deewani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne tarasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyasa hai
Samandar bhi pyasa hai
Sringaar ki nahi zaroorat
Kitna sundar mukhda
Na samajh hain wo unhe pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda.