Ae Re Sakhi More Piya Ghar Lyrics - M.S. Nizami Brothers - Made In Heaven (2020)

Description:

Song: Ae Re Sakhi More Piya Ghar
Movie/Album: Made In Heaven
Singer: M.S. Nizami Brothers
Lyrics: K.C. Loy
Music: Balkrishan Sharma
Music Label: Amazon Prime Video India


Lyrics:


Aajo more nainan mein
Supalakh dhaap tohe lo
Naa main dekhu gair ko
Naa tohe dekhan du
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Bhaag lage is aangan ko
Bhaag lage is aangan ko
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Bhaag lage is aangan ko
Bhaag lage is aangan ko
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Main toh khadi thi aas lagaaye
Main toh khadi thi aas lagaaye
Main toh khadi thi aas lagaaye
Main toh khadi thi aas lagaaye
Kaajal bindiya kangana sajaaye
Kaajal bindiya kangana sajaaye
Haar gayi main tan man ko
Haar gayi main tan man ko
Aeri sakhi more piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
Laakh maashoq nazar aaye sara pa jaadu
Laakh maashoq nazar aaye sara pa jaadu
Aise aise ke jine yaad ke sadh aa jaadu
Aise aise ke jine yaad ke sadh aa jaadu
Na chala par na chala mujhpe kisika jaadu
Na chala par na chala mujhpe kisika jaadu
Teri nazaron ne kiya jaane khuda kya jaadu
Aeri sakhi more piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
Aeri sakhi more piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
Tera deedaar karu yeh hai tilawat meri
Tera deedaar karu yeh hai tilawat meri
Tera deedaar karu yeh hai tilawat meri
Tera deedaar karu yeh hai tilawat meri
Main tujhe yaad karu yeh hai ibadat meri
Aeri sakhi more piya ghar aaye
Aeri sakhi more piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
Ishq gar ek taraf ho toh saza deta hai
Ishq gar ek taraf ho toh saza deta hai
Aur jab dono taraf ho toh maza deta hai
Aur jab dono taraf ho toh maza deta hai
Main kisi jaam ka mauhtaaj nahi hu hasrat
Main kisi jaam ka mauhtaaj nahi hu hasrat
Mera saakhi mujhe aankhon se pila deta hai
Aeri sakhi more piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
Aeri sakhi more piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye
More piya ghar aaye.