Yeh Saari Baat Lyrics - Rochak Kohli (2020)

Description:

Song: Yeh Saari Baat
Singer: Rochak Kohli
Lyrics: Anubhav Bhaduria, Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
Music: Aditya Dev
Music Label: Rochak Kohli


Lyrics:


Gunguni dhoop jaisi
Hain jo baatein teri
Yaad aane lagi hain
Aate jaate teri
Tune khwaabon se bhardi
Sooni raatein meri
Tujhe paake jeene laga hun main
Yeh saari baat tab tak hai
Tumhara saath jab tak hai
Haseen yeh raat tab tak hai
Tumhara saath jab tak hai
Ho pata hai tumhe hi
Dil ki baareeki meri
Hai tumhi se hi roshan
Saari taareeki meri
Mere toote makaan ki chatt pe
Yeh aaftaab tab tak hai
Tumhara yeh saath jab tak hai
Yeh saari baat tab tak hai
Tumhara saath jab tak hai
Haseen yeh raat tab tak hai
Tumhara saath jab tak hai
Hote hai zameenon se
Yun to door aasmaan
Dono ka magar dekho
Gehra hai vaasta
Dhoondha hai chahe dil ne
Mushkil sa raasta
Tujhe paake jeena e laga hun main
Yeh saari baat tab tak hai
Tumhara saath jab tak hai
Haseen yeh raat tab tak hai
Tumhara saath jab tak hai.