Waakif Lyrics - Neha Kaur (2020)

Description:

Song: Waakif (2020)
Singers: Neha Kaur
Song Lyricists: Sajal Kumar
Music Composer: Mumbai
Music Director: Mumbai
Director: Nandlal Nayak
Music Label: Zee Music Company
Starring: Stefy Patel, Aditya Kashyap, Shivani Verma

Lyrics:


Aakhen tumhari sab dekti hain
Chahat hamari fir bhi chipi hai..
Apni kahani me likh rahi hoon
Kisso me shamil hone lagi…
Hone lagi hoon…
Main khud se waakif hone lagi hoon
Yun tere hafiz hone lagi hoon..
Main khud se waakif hone lagi hoon
Yun tere hafiz hone lagi hoon..
Najdikyoon se yun aa rhi hoon..
Tum faslo sa jaane lage ho
Main khwahishon se chupne lagi hoon
Tum badlo sa chane lage ho..
Tu meri khwahishon sa ban chuka hai..
Main tera hasil hone lagi hoon….
Hoone lagi hoon..
Main khud se waakif hone lagi hoon
Yun tere hafiz hone lagi hoon..
Main khud se waakif hone lagi hoon
Yun tere hafiz hone lagi hoon……
Main waqt jesi badalne lagi hoon
Tum dor jese aane lage hoon..
Main zindagi si chalne lagi hoon..
Tum koi jaadu dikane lage hoo
Tum koi jaadu dikane lage hoo
Ho bhi chuka tu
Jese mukambal
Main jese kambil hone lagi hoon..
Hoone lagi hoon..
Main khud se waakif hone lagi hoon
Yun tere hafiz hone lagi hoon..