Rafoogari Lyrics - Amanat Ali - Tera Zikr (2016)

Description:

Song: Rafoogari
Album: Tera Zikr (2016)
Singers: Amanat Ali
Song Lyricists: Rajiv Pal Singh Rana
Music Composer: Ahsan Pervaiz Mehdi
Music Director: Ahsan Pervaiz Mehdi
Music Label: Times Music
Starring: Amanat Ali

Lyrics:


Meri rooh ke tukde bikhre hain
Unhe ginta gunta koi nahi
Mere il ke dhaage bigde hain
Unhe ginta gunta koi nahi
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Khushiyon ke maine thi potli banayi
Duniya ko main kabhi samajh na paayi
Dhokhe se punji tatoli
Logon ne girha yu kholi
Dekha toh khali thi jholi
Jholi meri bhar de ya maula
Jholi meri bhar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Roti rehti hai koi dhang nahi hai
Ujadi aankhon koi rang nahi hai
Berang si hai deewarein
Ro ro ke tujhko pukare
Jisme na koi daraarein
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula
Rafoogari kar de ya maula.