Main Tujhko Yaad Karta Hoon Lyrics - Shaan (2020)

Description:

Song: Main Tujhko Yaad Karta Hoon (2020)
Singers: Shaan
Song Lyricists: Rashmi Virag
Music Composer: Shaan
Music Director: Ganesh Surve
Director: Mg Mehul Gadani
Music Label: Shaan Music
Starring: Shaan, Sonnalli Seygall

Lyrics:


Ek waqt aisa tha jab tu mere jaisi thi
Haan ek waqt aisa tha jab main tere jaisa tha
Pyaar itna tha ki farishte bhi dua dete thhe
Waqt itna tha ke ek dooje pe loota dete thhe.
Main saare ke saare gum leke tumare
Ab tak intezaar tere karta hu..
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu
Bahut yaad karta hu main tujhko yaad karta hu
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu..
Kuch door saath chale thhe hum
Ab dooriyan saath main chalti hai
Jo khusbuyein pass mein rahti thhi
Ab dhoondhe se wo nahin milti hai..
Teri aankhon se sawan bann ke kya ab abhi barasta hu
Teri neendo mein kya khwab bann ke chalta hu
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu
Bahut yaad karta hu main tujhko yaad karta hu
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu..
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu
Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu
Yaad karta hu main tujhko yaad karta hu…!