Tanhaji: The Unsung Warrior - Dialogues



  • Jab Shivaji raje ki talwar chalti hai ... toh auraton ka ghunghat aur brahmanon ka janeyu salamat rehta hai
  • Teri mitti jazbaat se judi hai aur meri akkal pani se ... tu jaan de sakta hai, main jaan le sakta hoon
  • Har Maratha pagal hai ... swaraj ka, Shivaji raje ka, bagwe ka
  • Jis tarah mitti ke har kann mein pahad hota hai ... har beej mein ek jungle ... har talwar mein ek sena ... ussi tarah har ek Maratha mein chupa hai lakh Maratha
  • Hamla ... pehla vaar lakh molachi
  • Yudh mein shastra nahi, saahas chahiye ... sena nahi, himmat chahiye
  • Jab dushman ko hara na sake aur khud ki haar manzoor na ho ... toh ek hi raasta bachta hai ... sulah
  • Jise haarne ka darr nahi ... jeet usse door nahi
  • Joh yodha apni talwar khud banata hai ... us par uska vishwas dugna ho jaata hai