Dil Ek Sar Dard Lyrics - Pardhu - Beautiful: An Ode To Rangeela (2019)

Description:

Song: Dil Ek Sar Dard
Movie: Beautiful: An Ode To Rangeela (2019)
Singers: Pardhu
Song Lyricists: Rohit Tiotia
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Agasthya Manju
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Dil nahin hota to main pyaar nahin karta
Agar pyaar nahi karta laga ke mann padta
Laga ke mann padta o kuch na kuch banta
Hai na…
Main doctor banta yaa engineer banta
Love shuv ke chakkar mein padjar sala
Apun ka ban gaya bandar
Control iss dil pe ab hota nahin
Dard milta hai milta ghnta nahin
Dil nahin hota to main pyaar nahin karta
Agar pyaar nahi karta laga ke mann padta
Papaninisaa…
Sasagagama…
Papaninisaa…
Padhapamapa…
Maine na ssamjha ki ye pyaar hai dhoka
Aur iss dhoke mein dil bhi hai shamil
Maine na ssamjha ki ye pyaar hai dhoka
Aur iss dhoke mein dil bhi hai shamil
Arre dil hi to hai ye sabse badi mushkil
Milti nahin hai isko koi bhi manzil
Love shuv ke chakkar mein padjar sala
Apun ka ban gaya bandar
Control iss dil pe ab hota nahin
Dard milta hai milta ghnta nahin
Dil nahin hota to main pyaar nahin karta
Agar pyaar nahi karta laga ke mann padta.