In Pancchiyon Lyrics - Baby Sneha, Kavita Krishnamurthy, Shaan - Koi Mil Gaya (2003)

Description:

Song: In Pancchiyon
Movie: Koi Mil Gaya (2003)
Singers: Baby Sneha, Kavita Krishnamurthy, Shaan
Song Lyricists: Ibrahim Ashq
Music Composer: Rajesh Roshan
Music Director: Rajesh Roshan
Director: Rakesh Roshan
Music Label: Saregamapa
Starring: Hrithik Roshan, Rekha, Preity Zinta

Lyrics:


Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
In panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
In panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman
Yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
Kuchh bhi ho sakta hai, kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
Ho yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
Kuchh bhi ho sakta hai, kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
En panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman
Dekhte jao tum aisa bhi ek din, ek din to jarur ayega
Ham se is duniya me, ek din har koyi jab hath milayega
Dekhte jao tum aisa bhi ek din, ek din to jarur ayega
Ham se is duniya me, ek din har koyi jab hath milayega
Gale se laga lengi tumko khushi,
Badal jayengi ek din jindagi
Yeh kadmo me chup jayega asman,
Tum jaisa koyi bhi na hoga yaha
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna
En panchhiyo ko dekh kar jage hai yeh arman
Dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman
Aina aina aina, ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna, ekna ekna ekna.