Aye Dil lyrics - Sunidhi Chauhan - Love Games (2016)

Description:

Song: Aye Dil
Singer: Sunidhi Chauhan
Music:Sangeet Siddharth Haldipur
Lyrics: Kausar Munir
Movie: Love Games

Lyrics:

Jannat jannat chilaye dil
Dozakh dozakh dikh laaye dil
Darr rahan hai tutt jaane se
Kar rahan hai khud hi khud ke tukde tukde

Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil (x2)

Jaane na dil na na na na…
Jaane na dil na na na na…
Na na na na..

Haaye haaye chilaye dil
Saaye saaye dikh laaye dil
Darr rahan hai kaali raaton se
Kar rahan hai chaand ki phir kyun tukde tukde

Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil
Jaane na dil na na na na…
Jaane na dil na na na na…
Na na na na..

Ashq hai ya ishq hai mera
Kyun ankh se tapak raha hai dil
Ko raha hai ya
Khud ko paa liya hai
Kyun yaad chaak kar raha hain dil

Darr rahan hai dariyan hone se
Kar rahan hai khud hi khud ke katre katre

Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil (x2)

Jaane na dil na na na na…
Jaane na dil na na na na…
Na na na na..!

Post a Comment

0 Comments